Sunday 5 January 2014

arvind ka drama

Can you say me my dear friends arbind kejriwal is a dramatist or politician?his politics play a good role for india?

Monday 25 April 2011

what is the impact of women education in our socity

Aj ye bat vichar karne ka bisay ban gaya he ki akhir women education ka hmare smaj par kitna achha ya bura prabhav pada. me samajta hu ki women education k karan smaj do dhara me bat gaya he .pahla western or dusra indian. mahila jyo -jyo educated hoti ja rahi he hmara samaj western rang me ranta ja raha he .iska sabse important reason yah he ki yadi ab purus hmare culture todta he to use rokne wala ab nahi raha kyoki jo rokne me samarth thi wo khud aesa chahne lagi he .Ab use bhi indian culture bandhan malum padhne laga he .yadi aesa raha to hmare bhartiyata ka nass ho jayeg ,hamara pahchan kho jayega.Isliye me sare nari jagat se prathna karta hu ki wo hi kewal hmare samaj ka vighatan hone se bachha saktihe. Aap educated ho ye khusi ki bat he lekin apne molikta ko na khoye. pls apna vichar bheje

Sunday 24 April 2011

what is the role of voilence & Non-voilence in india freedom

me janta hu ki ap logo ko ye bat padhkar ajib lagega kyoki ye bat aj logo ke leye achhi bhi ho sakti he nahi bhi.lekin me samajhta hu ki bharat ko ajadi dilane me garam dal athwa krantikari  ka adhik  bhmika thi . naram dal to kewal bharat me kewal rajnitik hissa chahte the ,lekin garam dal k log kael azadi, yadi ye nahi hote to bharat ko azad hone me 20 years aur lagta.isliye m aplogo ka vichar janna chahta hu kya me sahi hu ya galat.